Hindi Typing Test – हिंदी टाइपिंग टेस्ट
English keyboard se hi Inscript Hindi type karein – koi software install nahi. SSC CHSL (30 WPM) aur CPCT (20 WPM) jaisa exam practice, live WPM aur accuracy ke saath.
English test: English Typing Test → · Naye ho? Hindi Inscript lessons →
📈 आपकी प्रगति (Progress)
Inscript keyboard kaise kaam karta hai?
Inscript Bharat sarkar ka standard Hindi keyboard layout hai. Isme matras left hand par aur vyanjan (consonants) right hand par hote hain. Example: k = क, e = ा, so ke = का. Half letter ke liye halant d = ् dabayein: kdk = क्क. Pura chart aur tips: Inscript keyboard guide.
| Key | Normal | Shift | Key | Normal | Shift |
|---|---|---|---|---|---|
| k | क | ख | e | ा | आ |
| i | ग | घ | f | ि | इ |
| j | र | ऱ | r | ी | ई |
| l | त | थ | g | ु | उ |
| o | द | ध | t | ू | ऊ |
| v | न | ऩ | s | े | ए |
| m | स | श | a | ो | ओ |
| c | म | ण | x | ं | ँ |
| h | प | फ | d | ् (halant) | अ |
Mobile par Hindi typing test
Phone par “Keyboard” option me Apna Hindi keyboard / Gboard chunein. Gboard me Hindi language add karke हिन्दी (देवनागरी) layout select karein. Result Unicode text par hi check hota hai, isliye spelling bilkul passage jaisi honi chahiye.
FAQ
Kya yahan Kruti Dev / Remington Gail layout hai?
Abhi built-in layout Inscript (Mangal Unicode) hai. Agar aapke computer par Remington Gail ya koi aur Unicode Hindi keyboard install hai, to “Apna Hindi keyboard” option chunkar use kar sakte hain. Fark samjhein: Kruti Dev vs Mangal.
SSC CHSL Hindi typing ke liye kitni speed chahiye?
Recent notifications ke hisaab se 30 WPM (lagbhag 9,000 key depressions per hour) 10 minute me. Latest notice zaroor check karein. Detail: SSC CHSL typing guide.
Kya mera typed text kahin upload hota hai?
Nahi. Test poori tarah aapke browser me chalta hai. Sirf aapka score history aapke device ke localStorage me save hota hai.
Guides
SSC CGL DEST Typing Test: 2,000 Key Depressions in 15 Minutes – Complete Guide
What is SSC CGL DEST, how 2000 key depressions (8000 KDPH) are counted, how errors work, and a 4-week practice plan with free online DEST-style tests.
Padhein → SSC CHSLSSC CHSL Typing Test: 35 WPM English / 30 WPM Hindi – Rules, KDPH & Practice Plan
SSC CHSL skill test explained: 35 WPM English (10,500 KDPH) and 30 WPM Hindi (9,000 KDPH) in 10 minutes, how speed is checked, and how to practise free online.
Padhein → TipsTyping Speed Kaise Badhaye? 12 Practical Tips (English & Hindi)
Typing speed kaise badhaye – touch typing, sahi posture, accuracy first, daily 15-minute plan aur exam tips. 20 WPM se 40 WPM tak pahunchne ka simple tarika.
Padhein →